Super comfy green co-ord set hai, is price mein isse acha nahi mil sakta. Jo log confuse hain lene mein, aaram se le sakte hain.
M
Minal
Good quality
pehenne pe ye co-ord set kafi acha lagta hai, comfortable bhi hai. Green shade bahut sundar lagta hai pehenne ke baad. Color photo se halka sa dark laga mujhe par pehenne pe acha lag raha hai.
T
Trisha G.
Highly recommended
Bahut pyara piece hai, finishing aur look dono ekdum top class hain. Top aur bottom dono ka match aur fitting bahut badhiya aayi hai.
R
Radhika Saini
Great quality
bahut hi pyara co-ord set hai, fabric ekdum soft aur fitting mast aayi. Mummy aur behen dono ko bahut pasand aaya, unke liye bhi mangwana hai.